Sad Alone Shayari | Shayari on Loneliness

August 11, 2022
378
Views

कितनी अजीब है इस शहर की तन्हाई भी
हज़ारों लोग है मगर कोई उस जैसा नहीं है | 

Kitni ājeeb hāi iss sheher ki tānhāi bhi
Hāzāāron log hāi māgār koi us jāisā nāhi hāi.


अकेले रोना भी क्या खूब कारीगरी है
सवाल भी खुद के होते है और जवाब भी खुद के | 

Ākele ronā bhi kyā khoob kārigāri hāi
Sāwāāl bhi khud ke hote hāi āur jāwāāb bhi khud ke.


 बहुत सोचा बहुत समझा बहुत ही देर तक परखा
कि तन्हा हो के जी लेना मोहब्बत से तो बेहतर है | 

Bāhut sochā bāhut sāmjhā bāhut hi der tāk pārkhā
Ki tānhā ho ke jee lenā mohābbāt se toh behtār hāi.


 वो हर बार मुझे छोड़ के चले जाते है तन्हा
मैं मज़बूत बहुत हूँ लेकिन कोई पत्थर तो नहीं हूँ | 

Woh hār bāār mujhe chod ke chāle jāāte hāi tānhā
Māin māzboot bāhut hoon lekin koi pātthār toh nāhi hoon.


 कभी सोचा न था तन्हाईयों का दर्द यूँ होगा
मेरे दुश्मन ही मुझसे मेरा हाल पूछते है | 

Kābhi sochā nā thā tānhāiyon kā dārd yun hogā
Mere dushmān hi mujhse merā hāāl poochte hāi.


Shayari on Loneliness

 ये भी शायद ज़िंदगी की एक अदा है दोस्तों
जिसको कोई मिल गया वो और तन्हा हो गया | 

Yeh bhi shāāyād zindāgi ki ek ādāā hāi doston
Jisko koi mil gāyā woh āur tānhā ho gāyā.


 सहारा लेना ही पड़ता है मुझको दरिया का
मैं एक कतरा हूँ तन्हा तो बह नहीं सकता | 

Sāhāārā lenā hi pādtā hāi mujhko dāriyā kā
Māin ek kātrā hoon tānhā toh beh nāhi sāktā.


 मैं हूँ दिल है तन्हाई है
तुम भी जो होते तो अच्छा होता | 

Māin hoon dil hāi tānhāi hāi
Tum bhi jo hote toh ācchā hotā.


 राह देखा करोगे सदियों तक
छोड़ जाएंगे ये जहाँ तन्हा | 

Rāāh dekhā kāroge sādiyon tāk
Chod jāāyenge yeh jāhān tānhā.


 मेरी पलकों का अब नींद से कोई ताल्लुक नही रहा
मेरा कौन है ये सोचने में रात गुज़र जाती है | 

Meri pālkon kā āb neend se koi tāālluk nāhi rāhā
Merā kāun hāi yeh sochne mein rāāt guzār jāāti hāi.

Article Categories:
Hindi Shayari · Shayari

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

The maximum upload file size: 512 MB. You can upload: image, audio, video, document, spreadsheet, interactive, text, archive, code, other. Links to YouTube, Facebook, Twitter and other services inserted in the comment text will be automatically embedded. Drop file here